Whatsapp Status Download Kaise Kare

Blog4Hindi
Updated On:

Hello Friends aaj mai aapko is post me batane ja raha hun Whatsapp Status Download Kaise Kare, Whatsapp jo ki slay store par sabse adhik bar download kiya gaya chatting application hai.

Jisko karib 1.5 Billion users montly active rahte hai, aur daily 30 arab se bhi jayda message send kiya jata hai.

Whatsapp ek jarurat ban gayi hai jo har ek aadmi apne phone men install kiye rahta hai, jisko istemal apne dosto aur family se chat karne ke liye karte hai, halanki kuch log apne business ko bhi manage karne ke liye whatsapp ka use karte hai.

Whatsapp Status Download Kaise Kare

Whatsapp Status download karne se pahle Whatsapp Status kya hai janiye, Whatsapp Status whatsapp ka ek new feature hai, jisko whatsapp ke birthday par 24 February 2017 ko launch kiya gaya.

Jisme hum Snap chat aur Facebook Stories jaise Status ko apne Whatsapp par Share kar sakte hai, jo ki aapko WhatsApp me 24 hours tak maujud rahega, uske baad wo automatic delete ho jayega.

Whatsapp Status Download Kaise Kare ?

Hello Dosto Aaj Ham Whatsapp Status Ko Apne Mobile Me Kaise Save Kaise Karte Hain Uski Trick Batane ja rahe hain.

Dosto Kabhi Hamlogo Ko Apne Kuch whatsapp status Ya Koie or Video Pasand Aa Jata Hai Aur Ham Usse Apne Mobile Me Save Karna Chahte Hai , Leki Ham Usse Apne Mobile Me Save Nahi Kar Pate Hai.

Lekin Aaj Jo Ham Tricks Batane Ja Rahe Hai Jiski Madad Se Hamlog US Whatsapp Status Download Kar Payenge Bahut Aasani Se Apne Mobile Phone Me.

Whatsapp Par Friends Dwara Publish Ki Gayi Status Ko Download Karne Ke Liye Aapko Ek Application Ko Apne Mobile Me Install Karna Hoga.

status saver app
  • Ab Us Application Ko Open Kare Ab Aapke Samne Me Whatsapp Status Image Video Dikhaie Degi.
  • Uske Bad Aapko Simply Image Par Click Karna hai aur Niche Plus ke icon par click karke Save Button Par Click Kar Dena Hai.
whatsapp status save
  • Ab Wo Status Aapke Phone Me wo whatsapp status Save Ho Chukka Hai , Ab Aap Us Status Par Click Karke Dekh Sakte Hai Or Share Icon Par Click Karke Apne Whatsapp Status Pe Bhi Publish Kar Sakte Hai.

Note: Thik issi prakar aap video section par tap karke aap status video download Kar sakte hai.

Conclusion

Aap Upar Bataye Gaye Steps Ko Follow Karke Bahut Aasani Se Whatsapp Status Download Kar Sakte Hai.

I Hope Aapko Ye Post Jarur Achha Laga Hoga. Sath hi is post ko apne dosto ke sath jarur share kare taki unhe bhi Whatsapp status save kaise kare.

Sath hi humse judne ke liye facebook twitter aur instagram par follow jarur kare.

इसे भी पढ़े:

(4) Comments

  1. Great tutorial, I love it. I also found this app and it really helped me in saving status
    Status Saver: WhatsTools Status Download & Chat
    Link:

    Reply

Leave a Comment