Home » Blog » Social Media » Pinterest Image Download Kaise Kare

Pinterest Image Download Kaise Kare

Telegram Channel Join Now
WhatsApp Channel Join Now

Hello dosto aaj ham batayege ki How to Pinterest Image Download? – pinterest par upload ki gayi photos ko apne mobile me kaise save karte hain.

Pinterest image download kaise kare

Dosto pinterest facebook aur twitter ki tarah ek famous social networking site hai jiska upyog ham kisi bhi photos ya videos ko pin kar sakte hain. pinterest 2 shabdo pin aur interest se mil kar bana hai.

jiska matlab ye hai ki aap apne interest ki image ya fir video ko pin kar ke usko apne account me save kar ke rakh sakte hai.

How to pinterest image download ?

Dosto mai aapko pehle hi bata chuka hu ki pinterest ek photos pin karne ki social networking site hai jissse ham kisi bhi photos ko pin karke apne pinterest account me save kar sakte hai.

Lekin dosto kisi dusre ke dwara pin ki gayi image ko apne mobile me kaise save karte hai iski jankari ham aapko batane ja rahe hai.

Dosto agar aap pinterest use karte hai to aapko waha par kafi useful image sab dekhne ko milte hai ya search karke aap dundh sakte hai.   Dhundhne ke baad agar aapko unhi sab me se agar koi photo pasand aa jai to usse save kaise karenge.

Simple sa step hai usko save karne ke liye jo niche diya gaya hai jisse aapko follow karna hai aur aasani se apne mobile me pin ki gayi image ko save kar sakte hai.

Pinterest image download kaise kare ?

Step 1.) Sabse pehle aap apne pinterest account me login kar le.

Step 2.) Ab aap koi sa bhi image ka naam search kar le.

Step 3.) Search karne ke baad koi ek image par click kare.

Step 4.) Ab aap us image par long press karna hai.

Step 5.) Long press karne ke baad aapko three option dikhega us three option me se three dot (more) par click karna hai.

Pinterest image downloader

Step 6.) Ab aapko niche me pop-up aayega jis me aapko simple sa Download image par click kar dena hai.

Pinterest image downloader

Download par click kar dene ke baad wo pinterest image download ho chuka hoga.

pinterest video download kaise kare

  • Pinterest video ka link copy kar le.
  • Uske baad PinSave website ko open kare.
  • Ab wo copy link ko paste karke Download par click kar de.

Uske baad wo pinterest video download hone lag jayegi, aur is tarah se aap pinterest video ko download kar payanege.

Conclusion

 Aaj ke is post me aapne sikha kaise pinterest image download aur save kar sakte hai Aur mujhe aashaa hai ki aap is tarike ko apna kar pinterest me pin ki gayi image ko apne mobile me aasani se save kar chuke honge. Issi tarah ke tips and tricks ke liye hamare blog ko subscribe kar len.

Read Also:

2 thoughts on “Pinterest Image Download Kaise Kare”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top