Sony Liv Video Download Kaise Kare

Telegram Channel Join Now
WhatsApp Channel Join Now

Hello aaj hum is article me janenge ki Sony Liv Video Download Kaise Kare uski puri jankari.

Sonyliv app me bahut hi achhe achhe shows, serial, series, movies etc. dekhne ko milta hai, aur aap chahte honge us videos ko apne mobile me download karna to aaj mai aapko is post me bataunga ki kaise aap apne mobile sony liv video download kar sakte hai, taki jab aap ka man ho aap us video ko without internet ka bhi dekh payenge.

Sony Liv Video Download Kaise Kare

Sony liv app se video download karne ke liye niche aapko kuch tricks bataunga jisse aap kisi bhi sony liv ke shows, movies, videos ko apne mobile me save kar sakenge, usse pehle janiye sony liv app kya hai.

Sony liv app set India tv channel ka ek official app hai jaha par wo apna sabhi shows, video, ya serials ko upload karta hain, jisse aap miss kiye gaye show ya video ko sony liv app par bhi dekh sakte hai.

Halanki sony liv app play store ya app store se download kar sakte hai. Aur sonyliv video downloader ki madad se video ko bhi download kar sakte hain.

Sony Liv Video Download Kaise Kare

Sonyliv video download karne ke liye aapko sonyliv online video downloader app install karna hoga jiska link niche diya gaya hai.

jiski madad se aap apne favorite show crime petrol, baal veer, kapil sharma show aur tarak mehta ka ooltah chashmah etc. ko aasani se apne phone me download kar payenge.

Step 1. Videoder app install karne ke baad open kare aur niche me aapko view all sites par click karna hai.

Step 2. Ab aapko sony liv app par click karna hai, ab aapke samne sonyliv website open hoga waha par tarak mehta ka ooltah chasma, the kapil sharma show , super dance , aur bhi bahut sare shows videos milenge aapko jis bhi video ko download karna hai us par click karna hai aur left side me download ke icon par click kar dena hai.

Step 3. Ab aapko waha par video download quality choose karna hai ki kis quality ka video download karna chahenge.

sonyliv video downloader

Ab aapke mobile me sonyliv video download hone lagega, aur aap upar bataye gaye step se sonyliv video downloader se online show, video, serial aur movies ko apne mobile me save kar liye honge.

Sony LIV Subscription Plans Price:

FeaturesSony Liv Mobile Only PlanLiv Premium Monthly PlanLiv Premium 6-Month PlanLiv Premium Yearly Plan
Access to all contentYesYesYesYes
Ad-free streamingYesYesYesYes
Unlimited downloadsYesYesYesYes
Multi-device accessNoYesYesYes
Liv Premium contentNoYesYesYes
Live sports streamingNoNoNoYes
Validity1 year1 month6 months1 year
Price (INR)299299699999

Conclusion

Mujhe umeed hai ki aap aaj ke is post me maine aapko bataya ki sony liv app video download kaise kare, agar aapko ye post accha laga ho to isse apne friends ke saath bhi share kare.

Sath hi humse judne ke liye hamare Facebook, Twitter aur Youtube Channel ko subscribe jarur kare, aur issi tarah ki helpful tricks ke liye hamare blog ko visit karte rahen.

Read Also:

  1. Instagram Reels Video Download कैसे करें?
  2. Pinterest Image Download Kaise Kare
  3. Online Live Cricket Match Kaise Dekhe
  4. Instagram Post Schedule Kaise Kare

(2) Comments

Leave a Comment