Top 10 Free Recharge Earning Apps

Telegram Channel Join Now
WhatsApp Channel Join Now

Hello, kya aap free recharge earning app search kar rahe hai to chaliye bina der kiye jante hai un app ke bare me jiski madad se hum free me earning kar sakte hai.

Dosto aaj ham free recharge tricks batane ja rahe hai yani Top 10 free recharge earning apps ke bare me jise aap achi khasi rupaye earn kar sakte hai aur un rupaye se free recharge kaise kare uski puri jankari dene wala hun.

free recharge earning app
free recharge earning app

Aaj kal har koi Free me recharge kaise kare ka tricks dhundhte hai halaki humne mobile recharge karne ke liye free recharge earning app list niche batane ja rahe hai, jisko install karke aap free talktime recharge earn kar payenge.

Top 10 Best Free Recharge Earning Apps 2024

Dosto play store par bahut sare apps available hai jo aapko free recharge dene ka daba karti hai lekin unme se 10% hi apne user ko free recharge deti hai,

Aur un das percentage me se kuch popular app ki list humne niche share ki hai jiski mdd se hum free recharge kar sakte hai,

To bina der kiye chaliye dekhte hai free recharge earning app ke bare me jiski madad se hum free me recharge kar payenge.

1.Task BucksClick Here
2.True BalanceClick Here
3.Pocket MoneyClick Here
4.Data BackClick Here
5.Earn Talk timeClick Here
6.Data BuddyClick Here
7.mCentClick Here
8.CashbossClick Here
9.RozDhanClick Here
10.WinZoClick Here

1. Task Bucks

taskbucks app
taskbucks app

Task bucks ek Android App hai jisse ham apne android mobile me install karke bahut hi aasani se paise kama sakte hai.

Aur ham un paiso se apne mobile number par free recharge kar sakte hai.
saath hi isme Refer & Earn ki bhi suvidha di gayi hai jisse ki iske Users ki kamai bhi hote rahe.

2. True Balance

truebalance app
truebalance app

Truecaller ki company ne hi true balance app develop kiya hai aur use market par utara hai jisse ham android users paisa earn karne ke liye upyog kar sakenge.

Aur un earn kiye gaye paiso se ham apne register number aur sath hi koi dusre mobile recharge kar payenge. par saath hi isme Refer & Earn ki bhi suvidha di gayi hai jisse ki iske Users ki kamai bhi hote rahe aur trubalance banane wali company ko bhi commission milti rahe.

Is app ko download karne ke baad register karne par apko 10 Rs milte hai. Is app ki achi baat ye hai ki agar aap ise  apne friend ko ye refer karoge to ye apko 5-10 minutes me hi 10 rs deti hai or sath me apke friend ko bhi 10 rs milenge.

3. Pocket Money

pocket money app
pocket money app

Iss app ki sabse khas baat yeh hai ki isme kisi friend ko refer krne par 50 Rs. kama sakte hai. FreeB ultimate app ko download karne ke baad isme registration karne ki koi jarurat nahi hoti hai. Isme sirf aapko apna mobile number confirm karna padega.

Is app me contest bhi aate rehte hai ki agar aap ek dini me 25 friend ko refer karte hai to aap iphone 6 winner honge . Aur isme bhi kuch application ko install krke aap aur bhi paise kama sakte hai. Aur apne register mobile number aur kisi bhi phone me recharge kar sakte hai.

4. Cashbuddy (Data Buddy)

cashbuddy app
cashbuddy app

Data buddy (cashbuddy) ek free recharge earning an android app hai, jiski madad se aap free cash/money earn kar sakte hai.

sirf aapko iske kuch task jaise app and games ko install karne ke paytm cash dega jisko aap sidhe apne paytm account me transfer kar payenge, sath hi aap kisi ko invite karte hai to aapke referral ka istemal karne par bhi cash milega.

5. RozDhan

roz dhan app
roz dhan app

Roz dhan app paisa kamane wala me ek video sharing platform hai, jaha aapko bahut sare videos milenge jisko share karke mobile se paise kama sakte hai.

Sath hi aap khud bhi video banakar usse paytm cash earn kar sakte hai aur un cash ko paytm me transfer kar payenge.

6. Data Back

Databack - Data Recharge app
Databack – Data Recharge app

Data Back ek free recharge earning app hai jiski madd se ham apne mobile me recharge kar sakte hai kuch aap ko install karke. Aur isme khas bat ye hai ki aap earn kiye gaye paise ko apne paytm account me bhi transfer kar sakenge.

Aisa tab hoga jab aapke Task bucks me 30 rupaye tak Balance hoga tab anytha transfer nahi hoga yani minimum 30 rupaye hone chahiye maximum jitna ho.

7. Earn Talktime

earn talktime - free recharge earning app
free recharge earning appearn talktime

Earn talktime app talktime earn karne wali popular app hai. Is app ki mdd se aap daily talktime earn kar sakte hai. Bus apko kuch application ko install karna hoga.

Aur earn kiye gaye paise ko aap apne register mobile number par recharge kar payenge.

8. mCent

mcent browser app
mcent browser app

Mcent jo ek bahut hi badhiya free cash earning app hai, jisme aap browsing karke points earn kar sakte hai, aur un points ka aap apne mobile recharge me upyog kar payenge,

sath hi aapke referral se koi ise install karta hai to aapko uske points milega, jo aapko free mobile recharge karne me help karega.

9. Cashboss

cashboss app
cash boss app

Cashboss CouponDunia ke dwara banaya gaya hai, jiski madad se hum Daily Free Cash and Recharge Earn kar sakte hai.

iske sath hi FREE Game & Quiz khelkar bhi paise kama sakte hai, Spin and Earn ka option bhi hai jisme aap spin karke paytm cash earn kar sakte hai.

Aur Referral program bhi hai isme jisse aap 25 ₹ Every Referral par earn kar sakte hai.

10. WinZo

winzo app
win-zo app

WinZo game khelkar paisa kamane wala app hai jaha par Free Fire, FRUIT SAMURAI, METRO SURFER, Carrom, LUDO, Rummy, POOL, Call Break, Bike Racing aur 70+ Games khelne ko milega.

Yah paisa kamane wala game hai jisme kai tarah ke game ko play karke aache khase paise earn kar sakte hai. iske sath hi fantasy cricket match contest bhi laga kar paise bana payenge.

Conclusion

Mujhe asha hai ki aap upar diye gaye best Free Recharge earning apps list ki help se aap unlimited talktime earn kar payenge.

issi tarah ki helpful jankari padhne ke liye hamre website ko visit karte rahe aur hamare facebook page ko jarur like kare.

Agar aapko ye free recharge tricks article accha lag ho to isse apne friends ke sath jarur share kare.

Read also:

Leave a Comment